Tuesday, 6 January 2015

Kaam aisa karo ki Naam ho jaye...

Kaam aisa karo ki Naam ho jaye...

Warna Naam aisa karo ki


Naam lete hi Kaam ho jaye...



The above stated dialogue says a lot ... it has deeper meaning to explore thea to understand single definition..

there are more Dialogue of ONCE UPON TIME IN MUMBAI
Agar main hero ban gaya ... toh meri pehchaan bura maan jayegi


Hero marne ke baad swarg jaata hai ... aur villian jeete ji swarg paata hai


Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauff ... kabhi bhi kam nahi hona chahiye


Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai


Suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai


Chaubees ghante ka time hai ... khud nahi aayi toh is Ravan se bachane ke liye koi Ram nahi aane waala


In award ki keemat sirf ek saal ki hoti hai ... par duayein hamesha saath deti hai ... is liye kehna chahongi, bus dua mein yaad rakhna


Dafan toh sabne hona hai ek din ... jeete ji dab gaya toh jeena mitti hai



Apni dosti tire aur tube jaisi hai ... hawa teri nikalti hai aur beth main jaata hoon





Another one casting great importance since sophomore

Kaam ko iss tarah karo ki kaam ko Garv ho ki uss kaam ko aap ne kiya hai. 
God Bless you All
Duao me yaad Rakhna :p

No comments:

Post a Comment